Namaz parhnay ka tareeqa in urdu. ham is post apko sahi aur detailed tareeka btayain gay. muslims din main 5 time namaz parhne keliye masjid jatay hain. kuch cheezain hamain hamesha zehn main rkhni chayie jaisay kay sab say pehlay achi tarha say wuzu karna chayie. ham jahan namaz parh rhay hoon wo jagah saaf honi chayie. hamaray kapray saaf honay chayie, hamara jism bhi saaf hona chayie aur mukamal ba wuzu hona chayie insan ko.
uskay bad qibla rukh hona chayie yani kay insan ko khana e kaaba ki tarf mu karna chayie. phir namaz ki neeyat karni chayie aur uskay bad di gai list hai ayaat ki wo aur is kay mukamal tarika par amal karain.
to dosto ye tha namaz ka mukamal tareeqa. aap sab ka farz banta hai kay isko dosron kay sath bhi share karain takay agar kisi say namaz main ghalti ho rahi ho to wo door ho jaye.namaz parhna har muslman mard aur aurat par farz hai. ALLAH sabko namaz parhnay wala aur is par salamti say qayim rehnay wala bnayay. ameen
No comments:
Post a Comment